87 Comments

BELOW
  1. 26 January, 2008 02:42:35 PM K.K. Bandyopadhyay & S.S. Bandyopadhyay

    Dear Madam Thanks for your pure veg recipe. We are the follower of Sri Sri Thakur Anukulchandra. We dont take onion and garlic. We find many of your recipe is without onion and garlic. So we are highly benfitted by your recipe. Wish you all the best.

  2. 27 March, 2008 06:43:40 PM Madhura

    This is awesome. I recently got married and my mother-in-law does in eat onion and garlic. I thought I was gonna have real tough time. But a friend came to rescue and send me the link to this website. Awesome recipes..Love'm!!!! Thanks.

  3. 05 August, 2008 01:59:54 AM Rashmi

    you really have a great recipes.

  4. 07 August, 2008 04:56:57 PM RAGHU RAJ SHARMA

    This site is very-very good and useful. My heartiest congratulations for maintaing this site in Hindi. Hindi is in it's original form not translated. Keep it up.

  5. 12 August, 2008 12:06:05 AM vijay arora,sujangarh

    nisaji,greatrecipe...

  6. 07 September, 2008 12:43:42 AM neelam van kessel

    hallo ninisha ji,mene ye chilla banaya lekin mera chila kaffi mota that aur satah par bhi chipak gaya ..plzz batayen kyun?ek aur baat kya hum soup mein makke ke aate ki jagah kuch aur prog kar sakte hein??

  7. 08 September, 2008 05:35:19 PM निशा मधुलिका

    नीलम, नान स्टिक तवा प्रयोग कीजिये, तवे को पर्याप्त गरम होने दीजिये. पतले चीले बनाने के लिये थोड़ी प्रेक्टिस की आवश्यकता है. सूप में आप मैदा मक्खन में भून कर डाल सकती हैं.

  8. 31 December, 2008 08:41:22 PM reema sharma

    this site is very-very useful

  9. 16 February, 2009 12:12:46 AM nayana

    Namaste Nishaji.. maine chile banane try kiye par pata nahi kya hua barabarse jame nahi.... batter thoda dhila bana shayad... i mean k tave pe dalne k bad niche ka base barabar brown hua par woh dheela hoke palta nahi ja raha tut raha hai... kya hua hoga?? aur thoda pani add karu kya??
    निशा: नमस्ते नैना जी, चीला अगर आपने अच्छी तरह से तवे पर फैला लिया है, तब उसे मीडियम फ्लेम पर सिकने दीजिये और जब चीला नीचे की सतह से अच्छी तरह ब्राउन हो जाय तभी पलटे की सहायता से चारों ओर से धीरे धीरे निकालते हुये पलटिये. पहली बार तवा ठंडा होने से भी चीला पलटने में टुट जाता है, अगर तवा नानस्टिक हो तो ज्यादा अच्छा है.

  10. 27 June, 2009 08:45:23 PM smita dikshit chitta

    Nisha ji, aapko mera hardik namaskar!!Mei aapko bata nahi sakti ki jab se meine aapki website dekhi hei mei aapse kitna prabhawit hu. Prabhawit isliye kyunki mei shakahari bhojan to banati hu par jab bhi mere ghar koi aisa parivar aata tha bhojan pe jo pyaaz aur lehsun nahi khaata to mei itna pareshaan ho jati thi ki bata nahi sakti. Mei kabhi soch he nahi pati thi ki shakahari bhojan bina pyaaz aur lehsun ke swadisht aur tareh tareh ka kaise banaya ja sakta hei. Soch ke he mere paseene chhoot jate the aur isi soch may ek din mere ghar ek mehmaan aane wale the aur mujhe samajh nahi aa raha tha kya banu aur kaise banau aur bas google kiya aur aapki website mil gayi,mei to hairan ho gayi bilkul.Himmat karke 2 recipes banai aur itna acharaj hua mujhe ki bina lehsun pyaaz ke dono vyanjan itne swadisht bane. Dheere dheere aapki website may meri ruchi badhi aur mei ab ek ek karke bahut se vyanjan try karne lagi aur mei bahut khush hu ki ab mujhe darr nahi lagta jab koi aisa ghar aane wala hota hei jo pyaaz lehsun nahi khaata aur saath saath mujhe tareefe bhi bahut si sunne ko milti hei . Mei apne janne walo ko aapki website ke bare may batana nahi bhoolti aur prashansa ka shreya aapko dene ko kehti hu. To aap samajh sakti hei mei kitni prabhawit hu aapse aur aapki website se. Aap na sirf itni kushalta se khaana banati hei balki itni ruchi ke saath use is website pe hum jaise logo ke liye muft may uplabhd karati hei.Aapki is koshish aur niswarth seva ke liye dil se bahut bahut shukriya.Hindi ke vakyo ko english may type karne ke karan bahut si galtiya hui hei,jiske liye mujhe shama karen.
    निशा: धन्यवाद स्मिता जी, खाना पचाना आसान है लेकिन इतनी सारी प्रशंसा कैसे पचाŠৠं? ये वेबसाईट तो बस एक बहाना है, खाना तो आपकी कुशलता से बन रहा है, जिसका श्रेय मुझे मिल रहा है :) आपको ये वेबसाईट पसंद आयी, बहुत बहुत धन्यवाद, आप रोमन में लिखने के बजाय देवनागरी में क्यों नहीं लिखतीं, कोशिश कीजिये, इसके लिये कैफेहिन्दी टायपिंग टूल हमने बनाया है जो एकदम फ्री है, आप इसे डाउनलोड करके अपने कम्यूटर पर किसी भी वेबसाईट पर हिन्दी में लिख सकतीं हैहिन्दी में लिखना बहुत आसान है, कोशिश कीजियेगा.

  11. 30 June, 2009 12:28:20 AM kk

    bechari smita ne itna likha hae kuch to ap bhi kah do aunty

  12. 16 October, 2009 04:35:40 AM Nisha Sinha

    Hello ji,Mujhe aapki site me di hui her recipes pasand ayi per mai kuch nonveg banana bhi sikhna chahti hu. kya aap isme meri koi help ker sakti hai?

  13. 07 December, 2009 11:38:37 AM Poonam Gour

    hello nisha ji, aapki website ki sabse acche baat ye hai ki isme saari recepies hindi mai hoti hai jisse unko try kar pana har lady ke liye so easy haio i m really thankful to u ?thanksPoonam Gour

  14. 11 December, 2009 07:51:45 AM sonia

    Nishaji,Excellent receipe . The taste was too good .My family requested me to make it once again . Thank you.

  15. 09 February, 2010 07:07:55 AM shefali

    I tried many of the receipes they r excellent.....Can u plz give me the receipe of Meetha Cheela......waiting for ur reply

  16. 04 August, 2010 02:45:26 PM mrs pooja chaudhary

    hi mam ,you know what i recently got married n i don't know nothing in cooking n all........i visited your site n i highly benefitted.........thank u soooooooooooooooo much my in-laws r very happy now.......and my husband to.

  17. 18 August, 2010 03:13:41 PM anoop kumar

    nisha g namskari m an IT student .aapse vishes anurodh hai ki aap kuch aisi hi halki aur pachak nashte ya Item banane ki vidhi bataye jise madhumeh ya anya pet ke kamjor logo ko bhi agar kabhi khane ka man kare to aisi hi food(jaise momos dhokla n anya sabjiya) khaye aur apko duaye de .. Asha hai ki aap ye karya ati sighra karengi I love chilla and your recipe

  18. 21 August, 2010 02:04:34 PM POOJA

    Dear Nisha jiaapki receipe bahut achhi hain, mere husband ko lite breakfast pasand hain kya aap isme meri help kar sakti hain taki main unko khush rakh saku

  19. 16 September, 2010 12:54:36 PM rani gupta

    namsteji muje recipe pasand aai he

  20. 04 October, 2010 11:54:49 AM arti dogra

    hello nishaji, mai apki website se bahut recipees banati hu.or wo sab such me itni asan hi banana mujhe pata hi nahi tha.pehle me kabhi kisi se to kabhi kisi se puchti thi koi recipe banani hoti thi to lekin ab me apki website kholti hu or jo banana chahu wo banati hu.thanx .

  21. 05 October, 2010 02:39:33 PM POOJA KATARIA

    rava besan ka cheela

  22. 06 November, 2010 06:25:18 PM shivangi

    hello nishajimaine ye receepi banake dekhi aur hamare ghar main sabako bahot pasand aaithanks itani acchi recepi batane ke liye

  23. 16 December, 2010 06:08:00 AM aditi

    aapki reccepies padkar mera cooking mein haath saaf hogaya hain par samjh nahi aata aako kitni apr shukariyaa karo

  24. 18 January, 2011 07:31:03 PM Rahul Singh

    नमस्कार
    निशा जी, मैं अल्लाहाबाद में एक स्टुडेंट हूँ और एकेले रहता हूँ| आप की वेबसाइट से काफी कुछ सिखा है और अब मैं तिफ्फिन भी नहीं मंगाता हूँ|धन्यवाद्! आप का जो आप ने इतने अच्छे व्यंजनों की वेबसाइट बनायीं है, वो भी हमारी मातृ भाषा मैं...आप हमारे लिए "MasterChef India" हैं| :)

  25. 02 February, 2011 12:52:32 PM nikki

    hi nisha ji, pasta ki recipie batayega na pls......
    निशा:
    निक्की, हम जरूर लिखेंगे.

  26. 02 February, 2011 06:32:28 PM sonal

    nisha ji namaste, main aapi website ki nayi shisya hu,mujhe aapki sabhirecipis bahut pasand aati hai.maine dhokla banaya jo sabhi ko behad pasand aaya.dhnyavaad.
    निशा:
    सोनल, धन्यवाद.

  27. 15 February, 2011 02:04:11 PM Preeti sharma

    Tusi toh meri problem solve kar deeti breakfast de bcoz my inlaws wanted different breakfast every day n my son loved it.thx

  28. 27 February, 2011 11:30:32 AM shikha Pandey

    namaste nisha mam,i like this website very much.you are just brilliant.i appreciate you for this.keep doing.thanks a lot mam.

  29. 26 March, 2011 01:03:11 PM suman chopra

    neesha jithis recipe was liked by all in my family....:)

  30. 01 April, 2011 02:46:29 PM Ritu Gupta

    Hello nisha jithis recipe was very nice and very easy to make...today i tried it and my husband liked it very much..Thanks a lot..:)

  31. 02 June, 2011 04:58:33 AM Vee

    Hi, pls mention how many cheelas can be prepared with this much ingredients? Thnx.
    निशा:
    वी, इतने मिश्रण से 8 चीला बनाये जा सकते हैं.

  32. 12 June, 2011 08:36:36 AM ashu

    we like it vry much thanx

  33. 15 July, 2011 02:13:17 PM anjali sharma

    nisha ji kya suji bhoon kar use karni hai?

  34. 15 July, 2011 02:13:17 PM anjali sharma

    nisha ji kya suji bhoon kar use karni hai?

  35. 29 August, 2011 12:59:47 PM Amita Roy Gupta

    Hi Nisha ji...Thanx a lot for the receipe.Please confirm if we can use onions and tomato in this receipe and also specify the quantity.

  36. 06 September, 2011 02:39:37 PM BANITA THAKUR

    Nisha ji thanksmein 1-2 month se hi aapki website ke baare mein jaan paayi hoon. Lekin itna knowledge hua hai ki bata nahi sakti. So again thank u very much.
    निशा:
    बनीता, धन्यवाद.

  37. 21 September, 2011 09:48:24 AM lovely Pathania

    mere chile chipak gaye kindly suggest sab kuch jo likha hai mene wohi use kiya.
    निशा:
    लवली, कम गरम तवे पर चिला डाला जाय तब वह चिपक जाते हैं, और तवे को तेल लगाकर चिकना भी करें, चीला तवे से नहीं चिपकते.

  38. 22 September, 2011 06:10:47 PM lovely pathania

    Nisha ji mene tave par proper tail lagaya tha aur garam tave par mixture dala but woh fir bhi chipak gaye ..kya dahi ki maatra jyada hone se bhi chile chipak jate hai.
    निशा:
    लवली, पहला चीला तो चिपक सकता है, दही ज्यादा होने से भी चीले ज्यादा चिपकते हैं , इनके लिये नानस्टिक तवा लें तो ज्यादा अच्छा है.

  39. 09 March, 2012 11:00:39 PM ritu bhambri

    hi nisha ji,maine sunday breakfast mein yeh cheela banaya tha khane mein bahut tasty tha lakin isko khane ke baad mujhe or bachhon ko sara din bhookh nahin lagi or mere husband ko shop pe ja ke vomting ho gayi or weakness or passene aane lag gaye kafi samye tak wo shop pe besudh pade rahe hum sab ne cheele to 2 3 hi khaye thy fark bas itna hi hai ki mere husband ne inko malai or pudina ki chutni ke saath khaya tha waise bhi wo cheele chutni or malai ke saath hi khate hain or humne kewal chutni ke saath hi khaye ab aap hi batayein ki cheele mein kaya theek nahin tha jo aisa hua mere husband ne kaha ki suji kacchi hogi bcoz halwe mein hum suji ko kafi bhoonte hai cheele mein ye ache se cook nahin hoti hogi or kehne lage ki yeh recipe tumhari fail hai isko dobara na banana ab kya karein nisha ji aisa kyon hua aap hi bata sakte ho plz plz plz reply zaroor kariyega.
    निशा:
    रितु, अगर आप चीले को अच्छी तरह सेकेंगी तो चीले में सूजी या बेसन कच्चा कुछ भी नहीं होता, चीले खाने से कभी इस तरह की प्रोब्लम नहीं होती, आप जिस तरह का बता रही हैं उससे लग रहा है कि लिये हुये सामान में कुछ भी खराब हो सकता है, उसी से आप सभी की तबियत खराब हुई होगी.

  40. 17 March, 2012 11:22:09 PM ritu bhambri

    hi nisha ji , very thanks to you for reply , ho sakta hai aap jo keh rahe ho waisa hi ho ya shayad cheele theek se cook na hue hon but main phir se inko try zaroor kerongi or aapko bhi zaroor bataongi ki kaise bane kyonki maine aapke moong dal or besan ka cheela bhi try kiya hai wo bahut hi badhiya bane thy khaas ker ke moong dal ka cheela wo to hummara faviourt ban gaya hi hum usko bahut banate hain , to jo is cheele mein jo kami reh gayi usko main zaroor theek kerongi ,ok nisha ji good night sweet dreams jai shri ram.

  41. 25 May, 2012 01:25:01 PM manisha ahuja

    hi............ nisha mam sach mei apki banai hui recipe bht achi h meine apki btai hui recipe ko ghar par banai thi or muje bhut achhe comments mili......... thanks

  42. 22 June, 2012 05:38:17 PM NISHA GAUTAM

    Namaste Ma'm, mjhe aapki ye recipe bahot pasand hai...ghar me sabko bahot a6e lage cheele..mjhe khana banana bahot a6a lagta hai aur aapki ye website mjhe bahot a6i lagi ma'm..aapse sikhne me bahot a6a lagta hai...Thank you very much Ma'm...

  43. 11 August, 2012 03:53:34 PM archana

    agar non stick pan na ho to kaise banaenge. please bataiye na mam..
    निशा: अर्चना, आप सामान्य तवे पर भी बना सकतीं है. मैं तो चीले सामान्य तवे पर ही बनाना पसंद करती हूं लेकिन नानस्टिक तवे पर चीला बनाना अधिक सुविधजनक होता है और इसमें तेल भी कम लगता है.

  44. 01 October, 2012 01:57:02 PM alka

    thanx 4 recipe cheele lagte toh bahut hi testy hei lekin unko sikne bahut time lagta hei ek cheela banane ke baad doosre cheele ke liye bahut intzaar karna padta hei

  45. 27 October, 2012 12:27:54 AM rina gupta

    can you plz tell me how to make chutney with kachri powder

  46. 01 November, 2012 11:44:18 PM sunita

    hello nishaji ,this recipe is excellent lekin pls aap tamater ki chutny jis ke saath serve karte hai uski recipe bhi dijiye pls thank u
    निशा: सुनीता, मैं कोशिश करूंगी.

  47. 02 August, 2013 06:14:14 AM diya

    Nisha Ji, Tamatar ki chutney kaise banti hai??
    निशा: दिया, मैं टमाटर की चटनी बनाने की कोशिश करूंगी.

  48. 14 September, 2013 02:15:28 AM Teena

    Hello Nishaji,Mera cheela try kiya but theek nahi bana. I dont know kaha mistake ho gayi......zaisa aapne bataya tha waise he kiya.....Aap bataye kaha mistake hui....Thanks & Regards,Teena

  49. 19 September, 2013 05:17:52 AM alka gupta

    mam iska video bhi upload kijiye.
    निशा: अल्का, जी हा अवश्य.

  50. 23 October, 2013 04:17:33 AM Harsh

    Hii..Nisha G All Recipe's very Useful ..Thanks ...

  51. 13 November, 2013 11:28:07 PM KULBIR KAUR

    M'm dahi (curd) kiyon dali jati hai? iska kiya pupose hai?
    निशा: कुलबीर जी, इससे चीला स्वादिष्ट और पौष्टिक बनता है.

  52. 19 November, 2013 10:45:38 PM kulbir kaur

    M'm dahi (curd) kiyon dali jati hai? iska kiya pupose hai?Pl...........must reply..............
    निशा: कुलबीर जी, दही से स्वाद और पोष्टिकता दोंनो मिलती है.

  53. 04 January, 2014 09:07:58 PM Shruti

    Nishaji aaj m ye chila bnane wali Hu.......thanks nishaji i m big fan of u.
    निशा: श्रुति, आपको भी मेरा भी बहुत बहुत धन्यवाद.

  54. 09 February, 2014 01:26:45 AM parv arora

    i like chilla most

  55. 09 February, 2014 01:30:16 AM golu arora

    i like piza & burger very much

  56. 26 February, 2014 03:02:52 AM vimi

    nishaji can i use tomato onion in suji n besan
    निशा: विमि, जी हां यूज कर सकते हैं.

  57. 18 June, 2014 12:12:54 AM DOLI SHARMA

    nisha Ji Koi Potato Recepies Btaiye Jise Hum Breakfast Me Kha Ske
    निशा: डौली, आलू परांठा बहुत अच्छा लगता है.

  58. 23 July, 2014 04:50:59 AM sakshii gautam

    Mam,All recipes are awesome. Thank you

  59. 10 September, 2014 10:59:48 PM nitinekta

    mam mujhe apki recipes bohot acchi lgti h....or mujhe bnane m bhi koi problem ni hoti h...
    निशा: नितिन जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  60. 12 November, 2014 08:09:02 AM madhumita ray

    Nishaji namaskar, Aapki sight mereliye bahut helpful sabit hua.Meare beten ko aise kai sare khana pasand hai jiski recipe mujhe pahele to malum nahi tha parantu ab mil raha hai.
    निशा: मधुमिता जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  61. 19 November, 2014 04:36:03 AM alka

    i like ur every receipie

  62. 19 November, 2014 05:21:48 AM moni singh

    I like your recipe you are best mam
    निशा: मोनी जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  63. 23 January, 2015 08:22:10 PM pramod meena

    Nisha ji very very thank you every item make vidhi very good
    निशा: प्रमोद जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  64. 24 February, 2015 05:50:07 PM harpreet kaur

    Very tasty recipe and too easy to make.thanks mam.............

  65. 12 March, 2015 03:38:18 AM Durga

    Madam NishaUr recipes r Awesum.i do watch in Active Cooking.Thanku very much
    निशा: दुर्गा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  66. 14 March, 2015 02:04:01 AM swati singh

    Hi nisha ji im 24 yr old clg student n i really like ur recipes bcz its too easy n simple thank u so much.

  67. 14 April, 2015 10:06:42 AM jyoti

    Mam kya suji ka meetha cheela bna skte he or kya dosa nonstick tve pr hi bnate he plz ans de
    निशा: ज्योती जी, सूजी का मीठा चीला बनाया जा सकता है, और दोसा नानस्टिक तवा पर आसानी से बन जाता है.

  68. 19 April, 2015 10:27:03 PM komal kaushik

    Nishaji I made suji besan chilla n it was vry delicious dish evryone liked it.
    निशा: कोमल जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  69. 28 April, 2015 09:49:04 AM shalini priya

    Can i add onion
    निशा: शालिनी जी हां अवश्य डाल सकते हैं.

  70. 04 May, 2015 05:51:52 AM CA PRAKASH PRAJAPAT

    nisha ji .. by profession me chartered accountant hu bt aapki website se mene itni recipe try kri h ab me aapna restaurant open krne ka socha rha hu

  71. 05 July, 2015 08:47:48 AM Satinder

    Short recipe for those who can't chew...means whose HV a toothache problem

     


    निशा: सतिन्दर जी, इस समय खिचड़ी, दूध दलिया या दाल दलिया, हलवा और खीर और दूध ब्रेड खाये जा सकते हैं, और प्लीज जल्दी से दांत के डाक्टर के पास जायें, दर्द को ठीक करायें और अपने पसन्द का खाना खायें.

  72. 06 August, 2015 03:38:17 AM parul rai

    Nisha ji mai koi bhi paratha bnati hu aaloo pyaj ya mooli ka koi bhi paratha na jane kyu wo tave par sekane ke baad kada ho jata h jabki mai aata bhi ache se goothti hu phir bhi mughse parathe ache nhi bnte please meri is samasya ka hal btaiye please

    Aur apki saari recipe bahut achi bhi hoti hai maine inme se bahut sari recipe try bhi ki h thank you so much 

     


    निशा: पारुल जी, परांठे सख्त होने का कारण है कि वह धीमी आग पर सेके जा रहे हैं, आग को थोड़ा तेज मीडियम रखें, आग को कम ज्यादा करते रहना होता है, थोड़ी सी प्रेक्टिस के बाद आप बहुत अच्छे परांठे बनायेंगी.

  73. 16 August, 2015 09:03:15 AM Monika Arora

    Hello nishaji aap sari dishes bahut achhe method se sikhati hai maine aapki kai dish try kari hain thanku so much


    निशा: मोनिका जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  74. 04 September, 2015 07:23:08 AM Shivi

    Beshan ka namkin aur mitha chila

  75. 14 September, 2015 09:52:15 PM sujata mohite

    Nishaji apki recipe bahut achhi aur easy

    Hai.u r great nishaji.thank u

  76. 23 November, 2015 08:38:49 PM nitu

    I like ur chila recipe....thanx .............. easy dish for breakfast.......
    निशा: नीतू जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  77. 02 January, 2016 05:21:06 AM ritu

    mai iss recipi ko kal subhah hi try karungi
    निशा: जरुर बनाएं और अपने अनुभव हमारे साथ बांटे.

  78. 03 January, 2016 07:13:01 AM Rahul mishra

    Aap mere ma jaise hai
    निशा: राहुल जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  79. 29 February, 2016 01:37:28 AM jaya

    Kya ye chila bache ko de sakti hi
    निशा: जया जी, हां अवश्य आप बच्चों को खाने के लिए दे सकते हैं.

  80. 22 June, 2016 02:15:53 AM अमितेश्वर राय

    मैम प्रणाम,आपकी बताई हुयी सारी रेसिपी बहुत ही बढिया होती है, मैम क्या हम इसमे प्याज भी डाल सकते है?
    निशा: अमितेश्वर जी, अवश्य डाल सकते हैं.

  81. 27 June, 2016 11:16:07 PM RICHA

    very nice dis estimate.
    निशा: रिचा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  82. 17 August, 2016 08:06:54 PM Aakash

    i am so happy. thank u. wow
    निशा: आकाश जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  83. 22 August, 2016 04:54:56 AM Jyoti

    Mam kya m bina curd k suji ka chila bana sakti hu beking soda ya beking power & eno ka upyog krke...

  84. 23 February, 2017 12:32:09 AM Pragya Srivastava

    Mam Kya Dahi ke Alawa aur kya par sakta hai....
    निशा: प्रग्या जी, आप दही नही डालना चाहे, तो दही मत डालिए.

  85. 26 August, 2017 12:03:43 PM Jain

    Kya hum dahi ke jagah lemon use kar sakte hai?
    निशा: जैन जी, सही से अलग तरह का स्वाद चीला में आता है, और दही हैल्दी भी होता है, आप चीला में नीबू या बिना इन्हैं डाले भी उसे बना सकाते हैं.

  86. 30 August, 2018 11:10:01 PM Anand

    Is recipe ko padhne ke sath sath nahi majesco Banane Mein Bhi Aaya bahut accha Lage Saraswati ko Banane mein aur uske baad khane maybe I am so excited and meet karta hoon ke Aise recipe Aage Bhi aayengi

    • 31 August, 2018 05:02:56 AM NishaMadhulika

      बहुत बहुत धन्यवाद Anand

  87. 17 January, 2020 07:21:55 AM Priti Bose

    Very nice