22 Comments

BELOW
  1. 24 February, 2011 10:12:06 AM leena

    thanksssssssssssssssss mam maine kamal kakdi khayi hai lekin kabhi banayi nahi hai, ab apke tarike se try karungi, thank u once again.

  2. 25 February, 2011 11:06:50 AM anju gupta

    Nisha ji, hamare yahan kamal kakri nahin khayi jati hai, lekin meine ek magazine mein kamal kakri ke cutlet ki recepi dekhi thi aur banane ke liye try kiya but paste mein pura lace ho gaya jaise bhindi mein hota hai. jab tak mera yeh doubt clear nahin hoga mein yah sabji try nahin kar payungi.
    निशा: अंजू, हमारे यहां भी कमल ककड़ी नहीं खायी जाती, लेकिन जब हमने ये सब्जी बनाकर खाई तो अच्छी लगी. आप बिलकुल ठीक बता रही हैं इसमें लेस होता है, लेकिन कमल ककड़ी इस तरह बनाने से लेस पता ही नहीं लगता.

  3. 25 February, 2011 12:43:41 PM sonia

    Hi Nisha ji,main apki website ki regular viewer hu. aur maine apki recipes se bahut kuch sikha hai. bahut he lajwab hain apki recipes. bahut maza aata hai banane mai. PLZ MUSHROOM KI RECIPES BHI LIKHIE . Main wait karungi.

  4. 25 February, 2011 05:26:38 PM mann parnami

    plz manchurian recipy bataiye na & chilli paneer

  5. 25 February, 2011 11:20:42 PM aane

    nishaji, mujhe pahle khanana banana nahi aata tha. lekin jab se aap ki recipes padhi hai tab se savad kanana banane lag gayee hu. ab sub mere khane ki tarif karte hai. all credit goes only to nishaji .thank you & keep writing

  6. 28 September, 2011 03:18:38 PM archana

    nisha ji me jab bhi yeh sabji banati hu to sabji khadi khadi rehti hai chahe me cooker me kitni bhi seeti laga lu.aesa kyun hota hai.. pls bataiye.
    निशा: अर्चना, कमल ककड़ी एक दम ताजा हो तो वे नरम हो जाती है, 1-2 दिन रखने के बाद ये इसी तरह की बनती हैं.

  7. 11 November, 2011 09:27:46 PM aayushi

    di...agar, hum kamal kakdi ko ubalne ke baad, 10 minit nonstick mai fry kare ro iska taste bahut jyaada achha ho jata hai...actully its my fav sabji...
    निशा:
    आयुशि, धन्यवाद.

  8. 06 March, 2012 01:40:13 AM prem

    mja aa jayega

  9. 01 May, 2012 11:15:25 AM shruti

    Dear mammam some people add besan in kamal kakdi to increase the taste..and use fried kamal kakdi.can we try that??
    निशा:
    श्रुति, जी हाँ, आप अवश्य बनाइये, एक ही सब्जी को कई प्रकार से बनाया जाता है, और हर तरीके का अलग स्वाद होता है, धन्यवाद.

  10. 03 August, 2012 03:18:39 PM Ravi

    Paneer Pasinda kaise banti hai? Please batayen............. Thanks.
    निशा: धन्यवाद, मैं कोशिश करूंगी

  11. 12 May, 2013 09:01:42 PM yuvraj

    superb................. sabzi nisha ji

  12. 12 September, 2014 06:16:26 AM Alka kubavat

    What is the calcium content in kamal kakdi ?

  13. 01 March, 2015 07:00:27 AM Neelima Gupta

    Mam good evening aap ka bnane ka tareeka bhut acha h kamal kakdi ki sabji me pisa hua chavl ka pryog krne par swad bhut acha aata h.
    निशा: नीलमा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  14. 25 July, 2015 04:49:41 AM SURINDER KUMAR

    thank you nisha ji

    apki receipe dekh kar  humne print out liya aur ghar par jakar sabji banai jo sach me bahut hi testi bani sach me maja a gya .

    tkanks again nisha ji

     


    निशा: सुरेन्द्र जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  15. 27 July, 2015 05:33:39 AM Rewa

    Hello Nishaji. kya bhey ki sabji MICROWAVE mein bhi bana sakte hein?If yes, pl. send it's recipe on my email id. Thanks.

  16. 08 November, 2015 09:20:29 AM Rakesh K Mathur

    I have brought back a couple of sticks from New Delhi. I shall cook it for a nice Diwali party on Wednesday. I am sure that the European guests would admire it.

  17. 23 November, 2015 07:23:41 AM Deepak Kumar

    Thanx nisha ji maine
    निशा: दीपक जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  18. 31 July, 2016 08:13:17 AM manoj jain

    nisha ji me aap ko jitna bhi dhaniyvad do kam he me apne 2 bachoo ke sat hoo aap ki reshipi dekh ke me sabhi khna puri trha se bna leta hu me aap ni beti ko dhaj me aap ki reshipi hi dunga yahi nahi ou kud bhi jab me bhar rhta hu to kuck bnana ho to aap ke shid me jake dekh ke bna leti he bhut bhut dhaniyvad aap ka baki cenal me bahut kuch nhi btaya jata aap puri trha se giyan deti he me aap hi ka name lta hu jab koi khta he itna acha aap ke se bna lete ho
    निशा: मनोज जी, मुझे आपका कमेन्ट पढ़ कर बहुत खुशी हो रही है, मेरी मेहनत सफल हो रही है. बहुत बहुत धन्यवाद.

  19. 28 October, 2016 05:37:31 AM palak rathore didwana

    muje to aapki har recipe achi lgti h me hr recipe try krti hu bnakr family ko khilati hu vry nyc
    निशा: पलक जी, बहुत-बहुत धन्यवाद.

  20. 22 June, 2017 04:55:30 PM anjleena

    Hello mam,mujhe kidney stone hai 4mm ka stone hai right kidney main. ky kamal kakdi mere liye thik hai ya nahi

  21. 12 November, 2017 10:18:10 AM Muni lal prasad

    Kamal kakadi kya hota kai .yes kaha hota hai or kaha milta hai
    निशा: मुन्नि जी, ये कमल के फूल का तना होता है. इसे अंग्रेजी में लोटस स्‍टेम कहते हैं. ये आपको किसी भी सब्जी मार्किट में आसानी से मिल जाएगा.