bahut badiya hai....
nishaji plz give me fafra's recipe plz..
19 December, 2010 03:19:01 PMvarsha
yes,ye bahut tasty hota hai,meri mother isme dahi ka tadka lagakar liquid wali vegetable banati hai wo bhi bahut badiya hoti hai.
22 December, 2010 12:10:42 PMtanmay mishra
I really like your simple way of cooking such tasty foods . I must appreciate you.
Thanking you
With a lots of love
30 December, 2010 02:49:17 AMMadhu
yeh jo thopa ki recipe hai esi ko hum khand-vadian bhi kehten hain. isi ko tmater wali tari bana ke yeh daal do aur ek ubaal ke baad utaar ke hara dhania aur garam masala daal ke roti ke saath khao. bahut hi swadish subzi hai. aap ki sub recipes simple aur badia hain. Keep up the good work!!
04 January, 2011 12:54:21 AMpoonam
hello nisha ji, how r u? nisha ji, apki new site me recipes kam hai kya, pahle wali me jada recipes thi.plz reply. निशा: पूनम, इस नई वेवसाइट पर वे सारी रैसिपी है जो आप पहले देख रही थी, इसमें कैटेगरी ज्यादा है इसलिये आपको एसा लग रहा है.
04 January, 2011 06:55:52 AMpoonam
thanks nisha ji, ya maine bhi yahi dekha ek colum k ander recipes di hui hai. its too gud. bahut badia design ki gai hai. categorie wise.jo apne reply ki facility site pe di hai vo bhi bahut badia hai, hum kisi ko bhi solution de sakte hai ya puch sakte hai. its gud. thanx again for reply.
07 January, 2011 12:50:15 AMpoonam
hello nisha ji, nisha ji es site me search option ni hai kya? agar hai to kaha pe hai, search me dish ka name type kar k easy hota hai find karna, & plz green tea or black tea k bare me bhi jarur bataeye.plz nisha ji reply me soon. m waiting your ans.thanx.
08 January, 2011 09:44:12 AMKUSUM KHOKHAR
NISHAJI THANKS U MADE ME A GOOD COOK OTHERWISE IWAS NOT GOOD IN COOKING UR COOKING WAY IS SO SIMPLE CAN U TELL THE RESIPE OF SOAN PAPDI
25 January, 2011 03:30:26 PMrakhee
Thopa khane mein, atta kacha sa kyun lagta hai? Kya besan theek se nahin pakaya gaya? Aakhir me use deep fry karke khana pada. pl. advise. निशा: थोपा खाने में नमकीन हलवा जैसा लगता है. अगर ये आपको कच्चा लग रहा था तो इसका मतलब है की ये पूरा नहीं पका. थोपा पकाते समय गैस माध्यम रखिये नहीं तो पानी जल्दी जल जाएगा और थोपा पूरी तरह नहीं पकेगा.
30 August, 2011 07:41:15 AMReena panda
Madam ji wao aap ke pas to khane ka khazana hai... Jiyo ji. You have da inborn quality of cooking.
17 October, 2011 12:14:46 PMD.SHANKAR
Thanks to nishamadhulika for giving the information of Thopa dish.
18 September, 2012 01:05:50 AMakanksha
thopa aur patod me kya difference hai? निशा: आकांक्षा, थोपा, कतलियों को काटकर दही या चटनी के साथ खाया जाता है, जिसे नाश्ते या शाम को हल्की भूख में खाया जाता है. पिटोर सब्जी है, कतलियों को दही की ग्रेवी में बनाया जाती है, रोटी चावल के साथ खायी जाती है.
22 July, 2013 04:40:00 AMHimani Joshi
Hi Nisha Ji,Mujhe namkeen sewaiyan kaise bante hain bataiye? निशा: हिमानी नमकीन सिवइयां बिलकुल नूडल्स की तरह बनाई जाती हैं, मैं आपके लिये इसे बनाने की कोशिश करती हूँ.
04 September, 2013 03:22:53 AMmrs.sonak
nisha ji,halka brown hone tak jo besan bhunana hai,vo kitne min.tak bhunana hai,pl.clear kijiye.pl.reply kijiye निशा: सोनक जी, बेसन भूनने के लिये एकदम सही समय बताना मुश्किल है, कढ़ाई चौड़ी है, मोटी है, गहरी है या गैस कम या ज्यादा है, इन सभी चीजों से समय प्रभावित होता है, लेकिन लगभग 5-6 मिनिट में एक कप बेसन भूना जा सकता है.
09 February, 2014 09:14:29 AMNEETU MAURYA
Namaste nisha madhulika ji........Aapka bahut bahut dhanyawaad.....Me cooking me jyada expert nhi hoon par jbse aapki site ke bare me pta chala tbse life bahut easy ho gai hai khana banana ki side se or family wale bhi taarif karte hai mere haath se banaye khaane ki,,,,,but thanx to you only.....or ye thopa to first time he pada hai....jb banayenge tb aapko jarur batayenge........thanx to lot.... निशा: मीतू, आपको मेरा भी बहुत बहुत धन्यवाद.
08 October, 2015 08:49:52 AMsureshkumar
kya ker sangri m kumthiya or kachri bhi mix kar sakte hi
bahut badiya hai.... nishaji plz give me fafra's recipe plz..
yes,ye bahut tasty hota hai,meri mother isme dahi ka tadka lagakar liquid wali vegetable banati hai wo bhi bahut badiya hoti hai.
I really like your simple way of cooking such tasty foods . I must appreciate you. Thanking you With a lots of love
yeh jo thopa ki recipe hai esi ko hum khand-vadian bhi kehten hain. isi ko tmater wali tari bana ke yeh daal do aur ek ubaal ke baad utaar ke hara dhania aur garam masala daal ke roti ke saath khao. bahut hi swadish subzi hai. aap ki sub recipes simple aur badia hain. Keep up the good work!!
hello nisha ji, how r u? nisha ji, apki new site me recipes kam hai kya, pahle wali me jada recipes thi.plz reply.
निशा: पूनम, इस नई वेवसाइट पर वे सारी रैसिपी है जो आप पहले देख रही थी, इसमें कैटेगरी ज्यादा है इसलिये आपको एसा लग रहा है.
thanks nisha ji, ya maine bhi yahi dekha ek colum k ander recipes di hui hai. its too gud. bahut badia design ki gai hai. categorie wise.jo apne reply ki facility site pe di hai vo bhi bahut badia hai, hum kisi ko bhi solution de sakte hai ya puch sakte hai. its gud. thanx again for reply.
hello nisha ji, nisha ji es site me search option ni hai kya? agar hai to kaha pe hai, search me dish ka name type kar k easy hota hai find karna, & plz green tea or black tea k bare me bhi jarur bataeye.plz nisha ji reply me soon. m waiting your ans.thanx.
NISHAJI THANKS U MADE ME A GOOD COOK OTHERWISE IWAS NOT GOOD IN COOKING UR COOKING WAY IS SO SIMPLE CAN U TELL THE RESIPE OF SOAN PAPDI
Thopa khane mein, atta kacha sa kyun lagta hai? Kya besan theek se nahin pakaya gaya? Aakhir me use deep fry karke khana pada. pl. advise.
निशा: थोपा खाने में नमकीन हलवा जैसा लगता है. अगर ये आपको कच्चा लग रहा था तो इसका मतलब है की ये पूरा नहीं पका. थोपा पकाते समय गैस माध्यम रखिये नहीं तो पानी जल्दी जल जाएगा और थोपा पूरी तरह नहीं पकेगा.
Madam ji wao aap ke pas to khane ka khazana hai... Jiyo ji. You have da inborn quality of cooking.
Thanks to nishamadhulika for giving the information of Thopa dish.
thopa aur patod me kya difference hai?
निशा: आकांक्षा, थोपा, कतलियों को काटकर दही या चटनी के साथ खाया जाता है, जिसे नाश्ते या शाम को हल्की भूख में खाया जाता है. पिटोर सब्जी है, कतलियों को दही की ग्रेवी में बनाया जाती है, रोटी चावल के साथ खायी जाती है.
Hi Nisha Ji,Mujhe namkeen sewaiyan kaise bante hain bataiye?
निशा: हिमानी नमकीन सिवइयां बिलकुल नूडल्स की तरह बनाई जाती हैं, मैं आपके लिये इसे बनाने की कोशिश करती हूँ.
nisha ji,halka brown hone tak jo besan bhunana hai,vo kitne min.tak bhunana hai,pl.clear kijiye.pl.reply kijiye
निशा: सोनक जी, बेसन भूनने के लिये एकदम सही समय बताना मुश्किल है, कढ़ाई चौड़ी है, मोटी है, गहरी है या गैस कम या ज्यादा है, इन सभी चीजों से समय प्रभावित होता है, लेकिन लगभग 5-6 मिनिट में एक कप बेसन भूना जा सकता है.
Namaste nisha madhulika ji........Aapka bahut bahut dhanyawaad.....Me cooking me jyada expert nhi hoon par jbse aapki site ke bare me pta chala tbse life bahut easy ho gai hai khana banana ki side se or family wale bhi taarif karte hai mere haath se banaye khaane ki,,,,,but thanx to you only.....or ye thopa to first time he pada hai....jb banayenge tb aapko jarur batayenge........thanx to lot....
निशा: मीतू, आपको मेरा भी बहुत बहुत धन्यवाद.
kya ker sangri m kumthiya or kachri bhi mix kar sakte hi
निशा: सुरेश जी हां अवश्य मिला सकते हैं.