24 Comments

BELOW
  1. 17 August, 2010 08:53:57 AM shabana ismail khan

    aap ki barfi reciepe acchi lagi lekin ek baat nahi samajh me aayi ki cooker me pake hue daliya me hi mawa milana hai ya alag se daliya halka bhunna hai pls rply.

  2. 17 August, 2010 10:19:21 AM simran

    Hello nishaj, apki recpie mujhe bahut pasand hai, nisha ji mujhe veg. manchurian aur fried rice ki recpie bataye, plz nisha ji ye recpie aap jaldi se likhe, i am waiting for your repply.

  3. 17 August, 2010 12:41:52 PM meenakshi

    nishaji, pls mujhe soybean chap ki recepie bata dijiye. I am ver thankful to you.

  4. 17 August, 2010 05:26:16 PM sona

    hi nishaji , can u plz tell me how to make louki ki barfi ,plz it s really helpful for me

  5. 25 August, 2010 11:23:09 PM kunjal

    main ye banaya tha raksha bandhan k din...sabhi logo ko bahut pasand aaya thank u nishaji..

  6. 26 August, 2010 03:35:19 PM SG

    Nishaji, Kya daliya do bar fry karna hai? Ek bar doodh ke saath ubalne se pehle aur ubalneke baad phir se? Aap ki recipe aisehi lagti hai, per confirm kar rahi hoon.

  7. 02 September, 2010 05:03:50 PM Samiksha Agarwal

    Maine banai to, bahut naram bani aur jami nahin. Usko fridge me rakhna para jamane ke liye. Meine usko ubal kar phir nahin bhuna. Kya yahi galti hui ?
    निशा: जी हां, दलिया को भूनना भी है और चीनी डालने के बाद थोड़ा सा और पका लीजिये.

  8. 06 September, 2010 02:53:46 PM Amrita

    nisha ji ye mawa kya hota hai?kya mai mawa ki jagah kuch or dal sakte hain.please tell me jaldi mai banana cahati hun.Thank you
    निशा: अम्रिता, मावा दूध उबाल कर गाड़ा करके बनाया जाता है, आप इसे खुद भी बना सकती हैं, जानकारी के लिये "विविध"कालम में जाकर देख सकती हैं.

  9. 14 September, 2010 02:35:18 PM MEENAMANCHANDA

    DALIA BURFI SOUNDS GOOD TO TASTE AND I WILL TRY IT TODAY AND I WANTED TO SOME CHOCLATE MAKING RECEPIES THANKS

  10. 17 September, 2010 03:41:42 PM Ashish Kumar Jain

    V goods recipe

  11. 24 February, 2011 07:06:53 PM kajal

    could you pls show how to make petha, kala jamun, soanpapdi and motichoor laddoo? thanks by the way, this is a wonderful site.

  12. 08 May, 2011 07:26:19 PM ramandeep kaur

    ur recipies are easy n nice too,,, thank u so much

  13. 28 September, 2011 06:39:10 PM amrita

    namaste nishaji,aapne pichli bar muze kaha tha ki milk powder ka upyog kar sakte hain mawe ke sthanpar lekin ab samasya yah hai ki kitni matra mein liya jaay milk powder aur kya use bhunana chahiye?kripa karke jara meri samasya ka hal bataiye.aapko bahut bahut dhanyawaad.
    निशा:
    अम्रिता, मिल्क पाउडर को मावा के बराबर ही ले लीजिये.

  14. 07 March, 2012 11:53:33 AM Sapna

    Could you please tell how to make sooji burfi without mawa, thanks.
    निशा:
    सपना, मैं लिखने की कोशिश करूंगी.

  15. 09 June, 2012 04:57:55 PM sanju

    mava kya hota hai plz mujhe bataiye
    निशा:
    संजू, मावा दूध को उबाल कर गाड़ा करके बनाया जाता है, इसे खोया भी कहा जाता है.

  16. 06 July, 2012 04:49:16 PM Kiran verma

    Nisha ji,namaste. Kya hum isme mava ke jagah condensed milk dal skate hai yadi hann to kitna.plz reply
    निशा:
    किरन जी नमस्ते, डाला जा सकता है, लेकिन कन्डेन्स्ड मिल्क डालेंगी तब चीनी की मात्रा कम कर दीजिये, कन्डेन्स्ड मिल्क में चीनी और मिल्का लगभग बराबर रहते हैं.

  17. 20 September, 2012 11:14:35 AM URMI

    hello nisha ji kya aap daliya ka halwa banana b batayengi please

  18. 08 October, 2012 11:43:47 AM alka

    aap hume lapsi banana bataiye

  19. 23 September, 2013 11:50:01 PM jasmeet

    Nisha ji agar mava ki jgah milk powder lete hain to usko kaise add krna hai..plz answer.
    निशा: जसमीत, दलिया पकने के बाद घी में भूनने के बाद, उसमें चीनी और मिल्क पाउडर डाल दीजिये, मीडियम गैस पर लगातार चलाते हुये, चीनी को मैल्ट होने तक पका लीजिये, ड्राई फ्रूट भी डालकर मिला दीजिये, मिश्रण के जमने वाली कनसिसटेन्सी तक हो जाने पर जमा दीजिये.

  20. 17 December, 2013 03:54:13 AM prema

    PleaseNon veg recipes bhi batayen
    निशा: प्रेमा मैं वेजीटेरियन हूँ.

  21. 15 March, 2014 05:45:26 AM Mamata Mishra

    Wow Nishaji...ye recipe to taste and health ka nayab combination hai...Daliya pulav bhi mujhe behad pasand aya...Kuchh 'oats' ki recipes bhi bataiye...

  22. 15 July, 2014 02:23:37 AM mrs.sonak

    nisha ji,yeh barfi kya bina mawa ke ban sakti hai?agar ban sakti hai to kaise pl.bataiye
    निशा: सोानक जी, इसमें मावा तो डालना है, बिना मावा के इसका स्वाद अच्छा नहीं आयेगा.

  23. 18 October, 2014 07:38:21 AM varsha

    mam, pl.iss diwali dhoda burfi batayen..
    निशा: वर्षा जी, मैं कोशिश करती हूँ.

  24. 02 August, 2017 07:14:01 PM Shubhra

    Very tasty.... Maine aaj apne ghar pe banai bahut achi bani.... Sabko bahut pasand aayi... Thanku nisha ji.... Main aapki bahut badi fan hu and aap se kafi time pahle se Judi hui hu.... Muje kuch b new banana hota h to aapke blog me hi search karti hu... Sabse best muje Hindi me MIL jata h that very easy to understand....
    निशा: शुभरा जी, बहुत बहुत धन्यवाद आप इसी तरह हमारे साथ बनी रहें.