35 Comments

BELOW
  1. 27 February, 2010 04:28:21 AM indra

    nishaji,namste bhut accha,kya humkhazza bhi yaise bana sakte hain. hamare east u.p. me matthe ki tarah khazza bhi shuga me bheza jata hai

  2. 27 February, 2010 05:48:41 AM MRS.NEERU

    NISHAJI MAI APKI FAN HU .RECEIPE TO HUM AUR BHI SITES PAR PADTE HAI LEKIN FINAL APKE ACCORDING HI KARTE HAI .APKA SAMJHANE KA WAY BAHUUT HI ACHHA HAI .PURA PROPER HOTA HAI THANKYOU AGAIN AND AGAIN .MAY GOD BLESS YOU.

  3. 02 March, 2010 10:12:46 PM mrs. maker

    nishaji, mai aapki bahut badi fan hun. aur rojana aap ki website visit karti kun. ek request hai, please............hame bombay ice halwa jo patla- wex paper ke bitch yellow and while color mai milta hai uski recipe apne tarike se dijiye. maine bahot website pe recipe padhi hai, per sab ek jaisi hi hai, mano sab ne ek dusre se copy kari hai, banaya kisi ne nahi.aap please etni krupa kar ke Bombay ice halwa recipe hame sikhaye.

  4. 14 March, 2010 09:49:34 PM anu

    very nice recipe

  5. 06 April, 2010 02:05:10 AM alka

    i was searching this recipe thank u

  6. 13 June, 2010 11:17:47 PM harryy

    good recipe for sweet dishes. muh me paani aa gaya.........

  7. 18 June, 2010 09:47:24 AM Sushma Singh

    nisha Madhulika ji aapke karan mujhe bahut sara khana banana aa gaya hai Thank you so much.

  8. 23 July, 2010 11:53:12 AM Deepa

    Excellent good job

  9. 11 August, 2010 12:30:24 PM prithvi nath

    bah kiya site ha ,kiya receipy ha,bhaut time waste kiya dusri site per recipy dundtey huye

  10. 28 September, 2010 08:00:29 AM kanchan

    namkeen mathi banana batai.
    निशा: कन्चन,नमकीन मठरी "तले हुये" कालम में देख सकती हैं.

  11. 30 October, 2010 02:54:59 PM Rekha

    recipes ki sites aur bhi he par aapki site sabse achhi lagi. apke samjhane ka tarika bahut achha he. lagta he jaise do log milkar bana rahe he
    निशा: रेखा, धन्यवाद.

  12. 03 November, 2010 07:02:47 AM kanchan

    aap iski receip ki video banai , chaku sa nishan lagana per to dikhta ha talna ka baad, or bazar sa jo mathi lata ha uska nishan nahi lagata .

  13. 27 April, 2011 09:19:24 PM shaikhmohammed

    nishaji, sayad mei ne isi tarah ki ek reciepe dekhi thi jis me meide ke sath sooji milate hai aur us me dahi aur doodh dal kar guand ker choti choti puri banaker chasni me deep karte hai. us recipe ka naam kya hai? kya aisi koi reciepe hai ?

  14. 01 February, 2012 12:33:26 PM rewa

    nishaji namaskar.mein aap ko pehli baar comment likh rahi hoon.Aap ki site dekhi aur bahut pasand aayee.mein aap key bataye vyanjan zarroor banane ki koshish karoongi.Kripya "Bajre ki meethi mathri{bake & tallii}banane ka tarika batayein{vishesh kar kitna paani daale kyonki yahin par mujhse galti hoti hai}
    निशा:
    रेवा, मैं लिखने की कोशिश करूंगी.

  15. 08 March, 2012 08:32:40 AM Nehasingh

    Hey,,, nisha ji mai India se hoo but rehti U.S. Mai hu but apke website se mujhe Sab kuch banana aa jata hai aap Sab kuch meri maa ke kaise hi sikhati hai I like u and ur recipe just tell me how to make sate ke laddoo....... Thankyou

  16. 26 April, 2012 11:33:55 AM prakashita tripathi

    gud nun nishamam i m big fan of u,ur recipes is mind blowing.thanks.
    निशा:
    प्रकाशिता, बहुत बहुत धन्यवाद.

  17. 10 July, 2012 11:46:16 AM mini

    Nishaji ghee kaisa ho desi or dalda pls tell me
    निशा:
    मिनी, कोई भी घी लिया जा सकता है,लेकिन देशी घी का स्वाद लाजवाब होता है.

  18. 20 May, 2013 09:33:21 PM Neha Joshi

    Nisha Ji, I really liked ur website.. aaisa lagta hai ki ek dum mere mummy jaisa banti hai waisa he receipe hai....
    निशा: नेहा, बहुत बहुत धन्यवाद.

  19. 19 August, 2013 03:40:13 AM Ratan

    Nisha ji, chaash k bina meethi mathi bta dijiya plz.
    निशा: रतन, मैदा के साथ चीनी को पानी में घोल कर या पीसी चीनी डालकर आटा गूंथ कर, मठरी बनाई जायेंगी. मैं ये मठरी जल्दी ही बना दूंगी.

  20. 13 September, 2013 12:42:52 AM vandana palli

    dear mam,aapne muj jaise sirf khana banane vale logon ko bhi allrounder bana diya.thnx to u.pl.ye bataiye ki ek taar n do tar ki chasni main kya difference hai.

  21. 28 October, 2013 01:39:50 AM Anita

    Ma'am,i want to know gur dalker mathri kese benate hai,chachni alag nahi bunani hai.pl mughe ingredients beteyen.
    निशा: अनीता, 2 कप आटा या मैदा लीजिये और उसमें 80 ग्राम गुड़ आधा कप से कम गुड़ की आधा कप पानी में चाशनी बना लीजिये, चौथाई कप घी और इस गुड़ के पानी से सख्त आटा गूथिये, साथ में तिल डाल दीजिये, और मठरी बना कर खस्ता होने तक तल लीजिये, मीठी गुड़ की मठरी तैयार हो जायेंगी.

  22. 13 November, 2013 11:50:51 PM Narendra

    Please,bombay patala ice halwa racepi

  23. 25 December, 2013 11:39:54 PM abha

    mam muje metha khaja recipe janani hai plssss ................bataiye
    निशा: आभा मैं कोशिश करूंगी.

  24. 15 March, 2014 03:33:34 AM Seema

    Nishaji, Maine meethi mathri banayi. Lekin kuch ghante ke baad vo ekdam soggy ho gayi. please bataiye ye kyon hua?

  25. 13 April, 2014 05:54:47 AM lalchand merotha

    Hamna mithi mathri banai chasni me dalna ka bad test kea ASA mahsus hua jasa kachi ha kripya upai batea
    निशा: लालचन्द जी पहले मठरी को धीमी आग पर अच्छी ब्राउन होने तक तलें, और अब 2 तार की चाशनी में डुबाकर निकाल लीजिये, मठरी बहुत अच्छी लगती हैं.

  26. 27 July, 2014 06:25:26 AM mrs.sonak

    nisha ji,mathri ko kitni der chashni mein duba ke rakhna hai,kya chashni mein daal kar turant nikal lene se mathri feeki to nhi reh jayengi,pl.bataiye
    निशा: सोानक जी, चाशनी में डुबाकर मठरी को तुरन्त निकाल लिया जाता है, मठरी के ऊपर चीनी चाशनी की एक परत आ जाती है जिससे वह मीठी लगती है.

  27. 14 September, 2014 01:30:32 AM shashi makan

    Nishaji namaskar asp se bahut much seekha uske liye thanks. Aap se inspired ho kar maine. Kuch change kiya . Maine gundhne ke liye pani mein cheeni Gholi aur saadi mathri ki tarah banaa li bahut tasty baani. Again thanks
    निशा: शशि जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  28. 03 October, 2014 10:12:29 AM mani bansal

    Plz tell how to make gud ki mathri

  29. 07 October, 2014 08:40:40 AM mansi bansal

    nisha ji i have doubts in measurements in this recepie. In writing you have written 500gm sugar and 500gms maida bit in video ur r mentioning 2 cups maida and 1 cup sugar.Plz clarify
    निशा: मानसी जी, हमने पहले अधिक मठरी बनाई थी, और वीडियो में थोड़ी कम और अभी हमने टैक्स्ट में एडिट कर दिया है जिससे आपके डाउट्स क्लीयर हो जायेंगे, धन्यवाद.

  30. 08 October, 2014 06:18:29 AM mansi bansal

    sorry par grams abhi bhi galat hi hai .500gm maida and 500gm chini
    निशा: मानसी जी, मैदा 500 ग्राम है जो 4 कप में आती है और चीनी 500 ग्राम है जो 2 कप में आती है, दोंनो चीज बराबर ही हैं.

  31. 17 October, 2014 11:27:27 PM meena jatav

    nisha ji 500 gm maide me 500gm chini ki chasani banani he lekin gud k liy apne likha 2 cup =250gm, maide me 80gm gud dalna he.gud kuch kam nhi lag rha??pls ans jarur dijiyga.dhanyawad...
    निशा: मीनाक्षी जी, मैदा में डालकर गूथा जाय तो मीठा कम ही डाला जाता है.

  32. 20 October, 2014 01:16:38 AM Neelu

    Hi Nishaji I made these and they turn out beautiful and delicious . Thanks
    निशा: नीलू जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  33. 16 March, 2015 05:46:05 AM harsha

    Nisha ji, thank you so much itni sari recipes sikhane k liye.kya aap bata sakti h. bajre ki namkeen mathri kese banai jaye?thanks in advance

  34. 17 May, 2015 04:27:52 AM sapna

    Bahut hi acchi. H

  35. 11 March, 2017 01:14:14 AM Misti

    Nishaji ghee se matlab aapka desi ghee hai ya refind oil
    निशा: मिष्ठी जी, घी से मतलब देशी घी है, और रिफाइन्ड अॉयल अलग हैं. मीठे पकवान देशी घी में अधिक स्वादिष्ट बनते है.

  36. 27 November, 2019 12:13:11 AM Rampratap mathur

    Nice advice