42 Comments

BELOW
  1. 12 February, 2009 05:12:22 PM jayshree

    can we make satu at home?if yes how?please advice.

  2. 13 February, 2009 05:09:43 PM BlueMist

    Nishaji maja aa gaya. Waise hum log sattu to india se le aate hai. Kuch idea hai ghar me kaise banega ? aur hmare yahan aamchur ke badale aachar ka masala padata hai aur thoda sa mustard oil kaccha. aur isi pitti se paranthe bhi banate hai !! :)

  3. 15 February, 2009 09:27:43 AM NishaMadhulika

    @ Jayshree, सत्तू के लिये चने और गेहूं भुनवा कर, चने का छिलका उतारा जाता है, और छिलका उतारे हुये चने और गेहूं को आटे जैसा पीस लिया जाता है, यह तैयार हो गया सत्तू. @Blumist, जी हां आप इस पिठ्ठी से परांठे भी बना सकते हैं.

  4. 16 February, 2009 01:54:40 PM jayshree

    thanks a lot for ur replyshould we take chana and gehu in equal quantity?please advise
    निशा: जयश्री आप दोंनो बराबर भी ले सकते है,और किसी को भी कम ज्यादा भी कर सकती है अपने स्वाद के अनुसार.

  5. 21 February, 2009 01:45:07 PM jayshree

    thanks a lot dear

  6. 01 July, 2009 06:24:51 AM vandana

    bahut accahi recipe hai...ek baat poochni hai....sattu ki pitthi banate samay..kya sattu main sarson oil add kaen?.. jaise ki paratha banate hai toh sarson oil add karte hain hum...fry toh refined main hi karna hai na?
    निशा: सत्त्तू को भूनना ही पर्याप्त है.

  7. 25 September, 2009 02:22:40 PM mini jha

    sattu ke parathe aur kachori me gehu bala sattu nahi liya jata. bihar me chana ka sattu use karte hai ye aur bhi testi hota hai

  8. 08 February, 2010 01:02:30 PM Shivani

    Hi Nisha ji, Aap ki recipes bahut ko follow karne mai maza aajata hai.. Sattu ki kachuri k leye agar hamare pass sattu na ho to ghar per sattu kaise bana sakte hai.. Please let me know, how to make sattu at home.. Thanks Shivani

  9. 04 April, 2010 05:34:53 AM rashmi

    tasty

  10. 14 April, 2010 04:55:25 AM alka

    kya sattu banane ke liye gehun aue chana ghar me bhoon sakte hei kya oven me? bataiye plz
    निशा: अल्का सत्तू बनाने के लिये गेहू और चना घर में लोग भूनते हैं, आप भी घर में भूनना चाहें तो भून सकती हैं.

  11. 01 May, 2010 04:18:26 AM alka

    nishaji ghar par gehun chana keise bhunte hei

  12. 14 October, 2010 10:21:04 AM abida

    what is sattu
    निशा: आविदा, सत्तू गेहूं और चने को भून कर बनाया जाताहै, बाजार में सत्तू के पैक किराना दुकान पर मिल जाते हैं.

  13. 10 December, 2010 11:36:36 AM ANJU ROY

    hame yatra pe jana hai.aisi sabjiyan batayiye jo do din tak kharab na ho.

  14. 11 February, 2011 04:25:44 PM manisha

    nishaji kya genhu aur chane ko microwave main bhuna ja sakta hain.
    निशा: मैने तो नहीं भूने. लेकिन ये अवश्य भूने जा सकते हैं. लेकिन माइक्रोवेव में भूनने के लिये दानों में थोड़ा नमी होना आवश्यक है.

  15. 11 April, 2011 11:18:58 AM Meena Singh

    Hello Nisha ji, Aap Ki sari recipes ke liye many many thanks. Aap ki ye recipe bhi maine kal try ki or husband ne kaha ki ye market se bhi tasti lag rahi hai, tum daily nayi nayi recipe kaha se sikh rahi ho, unhe kya bata mujhe nisha ke rup me badi behan mil gai hai jo mujhe best cook to jarur bana dengi, meri beti 4 yrs ki hai wo bhi bolne lagi ki khana bahut tasty tasty hai.Thanks Nisha ji, ye sab aap par credit jata hai, jo mujhe ab har khane me tarif milti hai.
    निशा:
    मीना, धन्यवाद.

  16. 08 May, 2011 02:49:26 PM Madhu

    pitthi bahut dry hai,kachori bahut phat rahi hai?kya karein

  17. 02 August, 2011 08:33:00 PM Govind Gour

    mam Sattu ek type ki sweet bhi banayi jati hai jo rajasthan me sawan k mahine me khub khayi jati hai ye chawal,gahun or besan ke aate ke banaye jate hai enki recipies agar aap ke pas ho to jarur bataye...
    निशा:
    गोविन्द, मैं लिखने की कोशिश करूंगी.

  18. 05 August, 2011 08:25:12 PM Govind Gour

    Mam thoda jaldi batao Qki ye sawan jane wala hai..

  19. 12 September, 2011 11:11:22 PM amrita

    kya sattu banane ke liye chane aur gehoon ko pani se dhokar dhoop mein sukhane ki aawashyakta hai?
    निशा:
    अम्रिता, चने और गेंहूं में थोड़ा सा पानी डालकर नम कर देते हैं.

  20. 26 November, 2011 06:03:15 PM padma

    Nishaji thanks for the recipe. Sattu ki kachori kitne din tak rkh sakte hai fridge me.
    निशा:
    पदमा, कचौड़ी यदि अच्छी खस्ता सेकी गई हो तो वे बिना फ्रिज में रखे भी 7 दिन तक खराब नहीं होती.

  21. 21 December, 2011 09:27:55 AM Jayita Ghosh

    Nishaji, main aapki bohot badi fan hoon. Onion-garlic ke bina bhi itna swadisht khana ban sakta hai, aapne sikhaya. Humare ghar mein pyaaz vagera nahi chalta, toh hamesha aapki help leti hoon. Nishaji, parathe ke liye is pitti ke saath achar ka tel bhi milana padega ?
    निशा:
    जयिता, धन्यवाद. पिठ्ठी को आप एसे भी परांठे में भर सकती हैं, अगर अचार का तेल यूज करें तो और स्वादिष्ट हो जायेगी.

  22. 26 December, 2011 08:05:04 PM kale dnyaneshwae

    thank u for this great recipes,i want to tell feedback for making site as good as appear,slow download net cannot see videos so u make image slide by ur steps of procedure..... thanks
    निशा: सुझाव के लिये धन्यवाद

  23. 13 April, 2012 06:34:09 PM manju

    nisha ji... pls ye bataye ki OTG kon sa lena chahiye... pls reply...
    निशा:
    मंजू किसी भी अच्छी कम्पनी का लिया जा सकता हैं, इसमें इतनी जल्दी कुछ खराब नहीं होता.

  24. 27 April, 2012 05:06:02 PM kiranprabhajain

    Thanks for all recipes.

  25. 11 September, 2012 12:02:31 PM Maria

    Hi! Nisha ji, Swad acha tha.Maine kachori maide ka banaya. lekin kachori puri ki tarah soft ho gayi.Yedi aap maida aur aata dodno guthne ke liye paani ka measurement bata deti toh acha tha..
    निशा: मारिया, मैं आटे में पानी की मात्रा बताती हूँ, कभी हो सकता हो न बताया हो, कचौरी का आटा तो चपाती के जैसे नर्म गूथना होता है, कचौरी को धीमी आग पर कुरकुरी अच्छी ब्राउन होने तक तला जाता है तभी कचौरी खस्ता कुरकुरी बनती हैं.

  26. 04 August, 2013 09:05:43 AM deepa

    mam pls ager possible ho to sattu ki mithai ki recepie bhi bataiye...........
    निशा: दीपा, मैं कोशिश करती हूँ.

  27. 12 August, 2013 08:24:25 AM santosh barik

    please tell us, how to make sattu?
    निशा: सत्तू के लिये भुने चने पीस कर चने का सत्तू और मिक्स सत्तू के लिये चने, गेहूं, वेजर आदि अनाज भूने हुये लें और पीस लीजिये, मिक्स सत्तू तैयार हो जाता है.

  28. 26 August, 2013 08:15:13 AM Snehdeep singh

    madam ji, aap ke recipe lajwab haiAap ka samjhane ka tarika Kabil-e-tarrif hai............Thank's mam
    निशा: स्नेहदीप, आपको भी मेरा बहुत बहुत धन्यवाद.

  29. 27 April, 2014 06:37:34 AM bismita

    mam. good evening, sattu chirf Chana se nehin bante he kya? banane ka tarika plz batayena.
    निशा: बिसमिता जी, चने का सत्तू बनाने के लिये, भुने चने ले लीजिये, छिलके उतार कर मिक्सी से पीसकर सत्तू बना लीजिये.

  30. 23 July, 2014 06:52:51 AM jitendra kr

    kya pithi banane ke waqt pani dalna chahiye kya. gilla banna h ya sukha.
    निशा: जीतेन्द्र जी, तेल डालकर सत्तू को भूना है, अगर वह बाइन्ड है, हल्का गीला है,तो उसमें पानी डालने की आवश्यकता नहीं है.

  31. 17 August, 2015 01:12:03 PM vandana

    nice recipi

     

  32. 29 September, 2015 10:20:20 PM kajal Anand

    Gud morning mam,

    Mam mai jo kachori ke liye stafing bhuni to suji jaisa stafing ho gaya ..

    Mam please btaiye aisa kyn ho gaya?


    निशा: काजल जी, कचौरी अगर सूखी लग रही है, तब उसमें नीबू का रस या थोड़ा दही डालकर हल्का सा नरम किया जा सकता है.

  33. 15 October, 2015 05:46:24 PM raaj

    Nisha ji kya me ise maida k sath bana sakta hu
    निशा: राज जी हां अवश्य बना सकते हैं.

  34. 19 October, 2015 09:34:29 AM pooja

    ye kitne din tak kharab nhi hoga,,,safar me chal jayegi
    निशा: पूजा जी, ये कचौरी 2-3 दिन तक रख कर खायी जा सकती है.

  35. 19 November, 2015 03:16:03 AM Ruchi

    Hello Nisha ji thanks for lovely nd easy recipe.
    निशा: बहुत बहुत धन्यवाद.

  36. 30 January, 2016 01:23:27 AM poornima

    Nisha ji, kya littion ko fry bhi kiya ja sakta hai. agar oven ya tandoor na ho agar to. plz batenyen.
    निशा: पूर्णिमा जी, जी हां लिट्टी को फ्राई किया जा सकता है.

  37. 30 December, 2016 09:20:31 PM Neha jain

    Nisha Ji agar kachori Khasta nahi bani...agar aate me tel jyada ho gaya ho toh kachori soft ho jati hai kya? koi solution bataye
    निशा: नेहा जी, हां आटे में तेल (मोयन) थोड़ा ज्यादा होने से कचौरी खस्ता बनेंगी और तेल बहुत अधिक होने से कचौरी तेल में जाकर बिखरने लगेंगी या बहुत ज्यादा नरम बनेंगी. आटे में थोड़ा और सूखा आटा मिलाने से आटा ठीक हो जायेगा और कचौरी भी अच्छी बन जायेंगी, कचौरी धीमी और मीडियम आग पर तलें.

  38. 30 December, 2016 09:33:26 PM Neha jain

    Thank u for your replyKya main thoda aur aata Bina Moyan laga kar usme mix kar Sakti hoon kya ?
    निशा: नेहा जी, आप कचौरियों को धीमी आंच पर ही गोल्डन ब्राउन होने तक तल लीजिए, ये कुरकुरी हो जाएंगी.

  39. 24 June, 2017 10:49:11 PM An

    This recipe was awesome like many of your other recipes..thankyou! :)
    निशा: बहुत बहुत धन्यवाद.

  40. 07 September, 2017 11:56:56 PM Sharmishtha

    Main jab bhi kuch naya or alag bnane ka sochti hu, aapki site zaroor dekhti hu. Aap bahot sahajta se vidhi samjhati hain.Maine sattu ki kachoriyan bnayi or vo bahott swadisht bani.Dhanyawaad !
    निशा: शर्मिष्ठा जी, आपको भी मेरी ओर से बहुत बहुत धन्यवाद.