41 Comments

BELOW
  1. 17 July, 2008 12:40:56 AM समीर लाल

    भूख लग आई!!

  2. 22 July, 2008 07:59:52 AM neelam

    halo nisha ji, i made this recepie it was good and at last mene red mirch aur kasoori methi ka chonk lagaya desi ghee mein isse uska jayeka aur bhi badh gaya

  3. 03 August, 2008 04:05:24 PM nikki

    aloo kari mast sabji hai iske mukabale koi bhi sabji nahi hai aaj sham ko hi banane wali hu so guys ready to eatlove u

  4. 15 September, 2008 02:09:34 PM sujeeta

    kya khoob achi recipe batai apne maine ise apne ghar par banaya tha sabhi wah wah kar uthe.....thanks for such a great recipe............

  5. 22 September, 2008 06:05:12 PM Anamika

    गरमा गरम आलू करी, चपाती और चावल के खाकर मजा आ गया!

  6. 27 January, 2009 03:32:57 AM shanu

    yah aaloo tari receipe bahut achhi lagi

  7. 10 February, 2009 06:01:02 PM nidhi sharma

    nice one!

  8. 06 September, 2009 06:20:44 AM Vandana

    bahut he achhi receipe hai, meri shadi ke liye bahut help mili aapki website se

  9. 04 March, 2010 07:21:30 AM JITENDRA KESARIYA

    Aalu Kari Maine Pahli Baar Khai Aur Mujhe Yah Bahut Pasand Aai. Thankyou Nisha Ji.

  10. 30 May, 2010 08:17:08 AM vikas tiwari cell no. 9716573375

    very nice i want more recipies

  11. 01 June, 2010 04:25:39 AM shagun

    nisha ji ur site is too good.plz tell me kuch htke aloo ki receipe.

  12. 25 June, 2010 01:56:43 PM Suman

    Nishaji, I tried today and it came out very very good. Thanks for the recipe. Thnaks to neelam too .. I had put kasoori methi and little ghee at end.

  13. 01 July, 2010 11:17:30 PM arnika

    sabji khakar maza aa gaya........

  14. 12 July, 2010 01:12:22 AM HEMANT SONI

    i my opinion this is very good site for women. in this site user can find any type of receipe. it is very helpful for women . thanks

  15. 14 July, 2010 03:35:30 AM geeta

    namaste nisha ji,aap please mujhe palak kofta kaisa banta hai uski receipe btaye.

  16. 12 August, 2010 07:58:28 PM Shashank Gupta

    yummmmyyyyy Deliciousss

  17. 20 August, 2010 08:30:16 PM shaikhmohammed

    rajwadi aloo ya mewari allo ki recipe batayeji. nishajee. to bahot meherbani hogi. thanks

  18. 14 September, 2010 01:07:21 PM Shyam Chhetri

    Nishajee namaskar hum allu dum banayathe bahut accha laga aur sabhi ne ghar me iske tarif ki aur please nisha jee baigan ka Taruwa banana seekhaye to accha hota

  19. 19 September, 2010 09:11:47 PM rashmi

    thank you nisha ji aloo curry bahut achhi sabzi hai apki website se mujhe bahut help milti hai thnks again.

  20. 15 April, 2011 11:20:03 AM s.bhardwaj

    thank you nisha ji. Ye sabji bana kar maine papa mummy ko khilayi. To sabne meri bahut tarif ki.

  21. 26 August, 2011 03:54:21 PM Archana

    your aloo kari is delicious. u r great nisha ji, apne itna achcha khana banana kaha se seekha. please tell me... :)
    निशा:
    अर्चना मुझे बचपन से ही खाना बनाना बहुत अच्छा लगता है, पहले अपनी मां के साथ हर रोज बनाने का मौका मैं नहीं छोड़ती थी और नई नई चीजें बनाना मुझे बहुत अच्छा लगता था, मैगजीन, बुक या किसी से पूंछकर, अभी सीखने के लिये सबसे अच्छा नेट है.

  22. 03 October, 2011 09:46:40 PM harshit parashar

    tell me about student paneer raspy....

  23. 02 April, 2012 05:28:38 PM manju

    namaste nishaaise koi doosri website nahi hai jo hindi mein itni acche tarah se explain karti ho.. aapki jitni tariff ki jaye kam hai .... aap video mein bahut simple style se explain kar deti hai... we are greatful to u... god bless u... hamne south mein dosa ke sath ek orange colour ki chutni khayi hai.. vo kya hai samajh nahi aaya kabhi.. lekin bahut tasty lagi... can u tell abt that..

  24. 25 March, 2013 05:25:21 PM vivek

    kya garam masale ko sabji tyar hone ke baad daalte hai ? agr ha to wo kyo? kyoki humto suru me hi masale ko tel me bhun lete hai.

  25. 26 March, 2013 08:52:45 PM Amanjot

    wah nisha ji. sabji tyar hone k baad upar se oil me lal mirch k sath jeera dalne ka idea bahut hi acha hai. esse taste bahut alag ata hai
    निशा: अमनजोत. बहुत बहुत धन्यवाद.

  26. 25 September, 2013 05:11:05 AM sivam rani patel

    Nisha ji aapki aloo curry ne meri laaz bacha li aaj. Mere wo aur unke kayi friends aaj ghar aaye . To maine fatafat unko ye recipe serve kiya. Sabhi logo ne meri dil se khoob taarif ki jo ki sunana mujhe bahot qchxhha lagata hai.Thanks
    निशा: शिवम, आपकी तारीफ हुई आपने कमेन्ट में मुझे बताया मुझे बहुत खुशी हो रही है, खाना किसी को मन से बनाकर खिलाया जाय तब तारीफ मिलेगी ही, बहुत बहुत धन्यवाद,

  27. 27 March, 2014 04:09:47 AM lata tiwari

    Nishaji,apne pati ka dil jeet rahi hoon apki batai hui recipes banakar aur khilakar bhi...shukriya
    निशा: लता जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  28. 14 November, 2014 05:15:47 AM preeti

    hi nisha ji thankumain ne aapki ye aloo kari ki sabji banai mughe ye bahut pasand aai or main ye aapki bahut recpi banai hain or wo sab bahut acchi bani hain jab se main ne aapki recpi banai hain mughe lagta hain ki main sab kuch bana sakti huin ab mughe khane ki tention nahi hoti ak bar fir se thanku mamaap hamesha hame es taraf ki recpi batati rahe
    निशा: प्रीती जी, मेरी हमेशा कोशिश रहेगी कि मैं कुछ नया करती ही रहूँ, बहुत बहुत धन्यवाद.

  29. 20 November, 2015 11:36:52 PM vicky

    I am student & jab mere ghr pe koi khana banane wale nhi hote to mai aapki site se bna liya krta hu ....So thank's.
    निशा: विक्की जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  30. 20 July, 2016 01:13:57 AM reema

    Very nice It's really good
    निशा: रीमा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  31. 04 June, 2017 10:34:01 PM Himadri arya

    Tooo yummy ylll .....mne khud B'nai sikhne ke liye .....wow ....thanks...
    निशा: हिमाद्रि जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  32. 24 July, 2017 06:58:34 PM Anokha singh

    Hello Nisha Aunty.your all recipes is very tasty I'm loving
    निशा: बहुत बहुत धन्यवाद.

  33. 27 December, 2017 12:48:02 AM saida

    Waah Kya recipe hai sab ne taarif ki thanks to u
    निशा: साइदा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  34. 16 March, 2018 12:41:56 AM Nisha

    Is it spicy....because I love spicy dishes

    • 16 March, 2018 05:13:40 AM NishaMadhulika


      निशा जी, आप अपनी पसंद अनुसार इसमें तीखे की मात्रा को कम या ज्यादा जैसा चाहें रख सकते हैं.

  35. 20 March, 2019 02:00:55 PM Aruna mankiburi

    Achari chole recipe video plz

    • 22 March, 2019 07:49:47 AM NishaMadhulika

      Aruna mankiburi जी, सुझाव के लिए धन्यवाद. मैं जल्द ही इसे बनाने की कोशिश करुंगी.

  36. 24 March, 2019 04:51:15 AM Geetika mard

    U hv used desi tomato or hybrid tomato??????

    • 25 March, 2019 04:50:19 AM NishaMadhulika

      Geetika mard जी, देसी टमाटर का उपयोग किया है.

  37. 26 March, 2019 06:54:08 AM Aruna kakus

    Iska video plz

    • 26 March, 2019 08:32:09 AM NishaMadhulika

      Aruna kakus जी, मै जल्द ही इसका विडियो अपलोड़ करुंगी.