25 Comments

BELOW
  1. 21 February, 2008 06:49:28 AM khushi

    sooji 1 badi chamach i.e. tablespoon or not

  2. 21 February, 2008 10:00:41 AM khushi

    Aap kon se hindi font use kerti hai aur wo kaha se download kiye ja sakte hai?

  3. 22 February, 2008 05:23:03 AM khushi

    thanks

  4. 22 February, 2008 05:32:55 AM khushi

    waise to maine recipes ki bahut si sites search ki hai aur try bhi kiya hai and i'm a big fane of sanjeev kapoor.but aapke blok ki ek khasiyat hai so sabse hai ker hai aap bahut hi simple aur aache tarike se apni recipes ko present kerti hai jo wakai sabhi ke liye bahut helpful hai.aapki recipes padte waqt aisa lagta hai ki hum khud hi use bana rahe hai. i'm very impresed.Good Job-keep it up.nisha madhulika ji kya in recipes ko copy paste kerne ki facility nahi hai?pls yadi aap ye facility provide kare to bahut help hogi.

  5. 19 April, 2008 08:18:31 AM SONALI

    khushi ji aap wahan se copy paste kar sakti hain aapko sirf hindi tying tool download kar lijiye and usi ke page par recipe ko paste kar dijiye ho jayega..

  6. 19 July, 2009 02:17:28 PM rasik

    khamir ke dane kise kahate hai.kya hum beking powder uske badale use kar sakate hai.please tell me.i m going to try this recipi very soon.thanx.
    निशा: नीरज, खमीर के दाने से मतलब Yeast से है. आप इसकी जगह बेकिंग पाउडर को प्रयोग नहीं कर सकते

  7. 16 January, 2010 02:13:43 AM alka

    bina onion garlic ki recipe, jaini sabji bataiye

  8. 13 August, 2010 12:39:00 PM SUNITA SHARMA

    nisha ji , chatni ke liya jo nariyal use karna hai wo kasa hona cahia sukha ya pani wala.plese tell me now.

  9. 18 August, 2010 07:37:40 PM padmini kansari

    i like vry much baate appam...thank you

  10. 01 June, 2011 12:37:27 PM deepti

    nisha ji khameer k dane kya hotte hai.
    निशा:
    दिप्ति, ये ड्राई यीस्ट है, इसे ब्रेड के आटे को फरमेन्ट करने के लिये प्रयोग में लाया जाता है.

  11. 11 March, 2012 06:13:18 PM saroj

    nice recipe.....

  12. 08 March, 2013 01:08:22 PM saraswati

    Kamir Ke dane na mile toh hum kya kare?

  13. 09 May, 2013 02:29:14 PM aryan agney

    I WANT TO DOWNLOAD

  14. 24 February, 2014 09:45:57 PM mrs.sonak

    nisha ji,pl.iska video daliye,video se hi theek se clear ho pata hai
    निशा: सोनक जी मैं कोशिश करती हूँ.

  15. 01 April, 2014 04:24:58 AM priya

    Namak kab dalna hai

  16. 20 May, 2014 12:46:38 AM zoya patel

    khameer ke dane mtlb eno

  17. 22 June, 2014 01:54:58 AM mrs.sonak

    nisha ji,bina video ke recipe clear nhi ho pati,pl.is recipe ka bhi video daliye
    निशा: सोनक जी, अवश्य, वीडियो जल्दी ही बना दूंगी.

  18. 28 June, 2014 12:58:58 AM ratna agrawal

    khameer ke dane ka matlab kya aur ye kanha milega ham uske jagah kya use kar sakte hai
    निशा: रतना जी, खमीर (यीस्ट) किराना दुकान पर आसानी से मिल जाता है.

  19. 04 July, 2014 01:17:51 AM mrs.sonak

    nisha ji,kya bina nariyal dale ya kam nariyal dal ke bhi vate appam banaya ja sakta hai?nariyal sukha jalna hai ya taza ?
    निशा: सोानक जी, अभी जल्दी ही इसका वीडियो आप देख सकेंगी, उसमें सारी चीजें क्लीयर हो जायेंगी, आपको इसे बनाने में कोई प्रोब्लम नहीं होगी.

  20. 15 August, 2014 01:54:34 AM mrs.sonak

    nisha ji,vatte appam khane mein kitna meetha hota hai,pl.mujhe iska taste samjhayiye,i ll be thankful.

  21. 14 December, 2014 06:29:07 AM akanksha

    sepreter matlab kya h
    निशा: आकांक्षा, सेपरेटर वह बर्तन है, जिसमें बाटे अप्पम का घोल डालकर पकाया गया है.

  22. 10 October, 2015 02:49:14 AM ila

    what is khamir ke dane?


    निशा: इला जी, खमीर एक तरह की फंजाई है, जो अनकूल वातावरण में तेजी से बढ़ती है, ये पीले कलर के सरसों से छोटे दाने होते हैं, किराना स्टोर पर मिल जाता है.

  23. 01 May, 2016 11:17:10 AM sandeep kumar

    madam ji, aap se vinti hai ki is recipe ka video bhi bna ke site pr daal de.
    निशा: संदीप जी मैं कोशिश करूंगी.

  24. 25 April, 2018 11:31:05 PM sujata

    vate appam main yeast ki jagah baking powder daal sakten hai kya?