24 Comments

BELOW
  1. 16 March, 2010 11:12:21 AM hamidasabir

    namasteaap k likhe khane bhut ache hote hain har khana apna zaykha rakhta hai

  2. 24 January, 2011 01:45:48 PM babita

    ye haldi jeera k baad kyun dalte hai.or ye b babtaye k biscuit me ghee kitna lena hai.agr microwave me biscuit banat hai toh kya pehle grill karenge plz tel me.
    निशा: बबिता, आप कौन सी बिस्किट रेसीपी की बात कर रहीं है? बिस्किट तो सामान्यतया ओवन या माइक्रोवेव के कन्वेक्शन मोड में बनाते हैं

  3. 17 October, 2011 05:06:47 PM Jaishiv Meena

    thanks all.ghar per wife nahi hoti to aap ki recepe padh kar hi main ku na kuch banata hoo,aap wisvash nahi karenge maine wife ko ko bhi banakar khilaya hai,vo bol rhe thi k kis hotal se order kiya hai!!!!!!!!!!!!!thanks again
    निशा:
    जयशिव, धन्यवाद.

  4. 09 August, 2012 12:24:44 AM preeti

    mujhe khana banana nhi aata hai aur abhi abhi marriage hui hai to maine ap ki btayi palak paneer banaya hai sb ko bhut pashand aaya hai...thanx

  5. 03 December, 2012 12:14:49 AM suraj jaiswal

    You are just awesome. Aunty u r great.aap ke bataye recipes bahut ache hote hai aur hum unko use kar ke bahut khush hai. Thanks a lot.good night. Stay wwwwwwwworkingggggggggggg like this. We are proud of u great masterchef......
    निशा: सूरज, बहुत बहुत धन्यवाद.

  6. 22 December, 2012 12:57:51 PM Rajni Bharti

    Namaste ma'am, meri nayi marriage hui hai mujhe new dish banana bahut achha lagta hai aur mai sirf aapki wajah se sikh payi hu thank you ma'am
    निशा: रजनी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  7. 17 January, 2013 09:26:54 PM swati

    Same goes for me.

  8. 24 October, 2013 01:52:24 AM Palak Sinha

    Dear Nisha Ma'am! Iss badhti hui menhgaai mein aapke blog ae bohot faayda hota hai. Pyaaz ka istemaal aap zyadatar nahin karti hain aur recipes bhi bohot simple hoti hain. Mere jaise naye khana banaane walo ke liye aap hi tareef paane ki vajah banti hain.
    निशा: पलक, बहुत बहुत धन्यवाद.

  9. 19 January, 2014 09:41:16 AM SUNIL

    VERY NICE Recipes NISHA G THANKS KYA LAHSUN AUR onian DAL SAKTE HY ??
    निशा: सुनील जी हां अवश्य डाल सकते हैं.

  10. 25 March, 2014 07:45:47 AM Neelu Raina

    Khanna banana kitnaa saral hai,ye aapki recipies se pataa chalaa...thank you indeed.khaana bananey maien ruchi badh gayi meri aapke videos dekh kar..simple recipes .wah.
    निशा: नीलू, बहुत बहुत धन्यवाद.

  11. 14 June, 2014 07:08:13 AM lavanya

    Hlw mam aloo palak mei tomato ni dalte kya
    निशा: लावन्य जी, ये सब्जी बिना टमाटर और कम मसाले की अच्छी लगती है.

  12. 05 November, 2014 09:56:46 PM lucky paul

    Dear Nisha g, me apki recipe padh k bohot pakana sikh gyi hu . . jab me shadi karke sasural aayi toh mujhe kuch v pakana nhi ata tha . . nw ne exprt ho gyi hu. . & the credit goes to u . . thanx aloootttt . . :-)
    निशा: लकी जी, मैं बहुत खुश हो रही हूँ, बहुत बहुत धन्यवाद.

  13. 17 December, 2014 08:46:30 PM Murari

    Dear,Nisha jee aaj mai aaloo palak hi bnaunga mai khud khana bnata hu.Nisha jee mai aapka subscribe krna chahta hu please suggest me.

  14. 21 January, 2015 03:36:47 AM monika narula

    aap kamal hain nisha ji main aapki site ke baare mein sabko batati hun har koi itni tareef karta hai aapki kyonki aapka tareeka itna assan hota hai ki har cheez banane ko man karta hai thankyou so much
    निशा: मोनिका जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  15. 13 March, 2015 08:12:11 AM seema rani

    Hello mam me seema italy se mam kya apka no. Muje mil skta hai .....plzzzzzzzzzzzzzzzz

  16. 05 September, 2015 06:37:53 PM booriya

    haldi kya hota h 

  17. 05 November, 2015 01:04:49 AM DEEN DAYAL

    Namaste ma'am mene aaj es recipi sent palak aloo ko banaya bahut testing tha. Thanks ma'am
    निशा: जानकर बहुत अच्छा लगा, धन्यवाद.

  18. 27 January, 2016 05:52:47 AM Rekha

    Mam mere pas Electrolux ka microwave hai WO touchscreen nahi hai mujhe osmei kuch b bnana nahi aata kya aap mujhe bta sakti hai ki mei ose kaise use kero
    निशा: रेखा जी म्रेरे पास ये माइक्रोवेव नहीं है, लेकिन इनके साथ मेनुअल आता है उससे पढ़कर इसे चलाना आसानी से सीखा जा सकता है या कम्पनी से इन्जीयर को बुलाकर इसके बारे में समझा सकता है.

  19. 22 March, 2016 11:36:13 PM Ahmad Faraz

    Hello MamMain 1 Engineering student hu Ist yr....pahli dfa ghr se bahr rh rha hu....pichhle 3 months se khud se khana bnata hu n aapki recepies n cooking tips se mujhe bahoooooooooooooot help milti h.....aapki cooking tricks lajawab hThank u Mam Thank u soooooooooooooooooo much
    निशा: अहमद जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  20. 14 May, 2016 08:45:39 AM asif

    Alu palak me aap bole हींग डालो लेकिन हींग नहीं है अभी तो बिना हींग के पाक सकता हूँ और प्याज़ दाल दू तो इसका टेस्ट चेंज हो जायेगा
    निशा: आसिफ जी, हींग के साथ पालक आलू अच्छा बनता है, लेकिन अगर आपको प्याज वाली सब्जी पसन्द है तब आप इसमें प्याज डाल कर बना सकते हैं.

  21. 20 June, 2016 09:07:04 PM ANU SHEKHAWAT

    Hello aunti namaste, ur receipes are really awesome khana banane ka naya andaj mil jata hai.
    निशा: अनु जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  22. 24 July, 2016 05:20:28 AM Neetu

    Dear Nishaji, The way you explain recipes is really very nice and makes cooking very easy for me.. lovely recipes. Thank you so muchRegards,Neetu Rai
    निशा: नीतू जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  23. 25 November, 2016 03:05:24 AM Amreen mirza

    esi sabzi har ghar mai banti hai..
    निशा: अमरीन जी, हम घर पर आसानी से बन जाने वाली ही रैसिपीज़ बताते है.

  24. 29 November, 2016 04:17:39 AM mahendra

    sabji bahut achi banti hai
    निशा: महेन्द्र जी, बहुत-बहुत धन्यवाद.