18 Comments

BELOW
  1. 06 August, 2008 12:18:51 AM maya lama

    muje mirch bhut pasand he.aur ye mere liye bilkul hi nai recipes he.ab me apne doto aur priwaar walo ko bna kar khilaungi..aapkaa bhut bhut dhnyabad..

  2. 14 September, 2008 05:03:46 AM Archana Maingi

    aapki mrch masala sabzi main liqued kaise banana hai,dahi se ya pani daal kar please let me know ASAP

  3. 08 November, 2008 01:58:50 PM kanupriya

    kya aap mujhey aloo-danamethi ki subji ki recipie dey payengi jo ki rajasthan key bikaner mai adhik banayi jati hai?

  4. 13 February, 2009 06:38:42 PM ANITA

    thanks for this dilishias recipy ANITA

  5. 05 October, 2010 06:05:17 PM rashmi

    agar isko sarso ka masala daal kar banaya jae toh kaisa lagega? kya kisi ne try kia hai?plz suggest

  6. 12 May, 2011 12:55:31 PM sia

    nisha ji aapki slide chal nahi rahi hai or aapne mirch ka saalan ki recipe likhi bhi nahi hai mai mirch ka saalan banana chahti hu please slide chalane ka koi tariqua bataiye ya phir iski recipe aap likh dijiye .waiting for your reply ....
    निशा: बग बताने के लिये धन्यवाद, अब स्लाइड चल रही है.

  7. 31 May, 2011 12:23:56 PM sia

    nisha ji slide apne chala di iske liye apka bahut bqhut dhanyavad , parantu apne bahut hi choti slide chalayi hai jise aap us slide me kya likhi hai thik se padha nahi ja pa raha hai, please nisha ji slide ko thora sa bada kar dijiye taki usme jo likha hai vo padha ja sake .

  8. 29 June, 2011 07:45:42 PM Shalini

    Nishaji, ye slide bahut hi choti dikh rahi hai.. kuch bhi saaf samajh mein nahin aa raha. Isko banane mein lagne waali samagri aur banane ka tarika bhi display nahin ho raha.. aisa lagta hai jaise kuch gadbad hai is link mein.. pehle to theek hi tha.. plz isko theek kar dijiye.
    निशा:
    शालिनी, मेरे कमप्यूटर पर ये सारी चीजें एकदम अच्छी दिख रही हैं, मुझे नहीं समझ आ रहा है कि आपके पास एसा क्यों है.

  9. 02 August, 2011 07:22:50 AM Anchal

    Hello nishaji...Aapka slide chal to raha hai but link open hi nhi ho raha aur wo size chota hone ke karan samajh nhi araha hai...please aap ise apne end pe check karke dekhiye....I really want to make dis dish.
    निशा:
    आंचल, हो सकता है उस समय कुछ दिक्कत हो, अभी तो यह बहुत सही चल रहे हैं.

  10. 18 February, 2012 09:50:32 AM bhavna

    nisha ji, ye slide hum dekh hi nahi paa rehe hain ,itne chote font size hai ki ise samjhna possible nahi hai,please aap recipe likh de...thanks

  11. 22 February, 2012 03:22:54 PM bhavna

    namste nisha ji,aap bahut busy hai sorry aapko distrub ker rehi hun ,keya aap ye recipe likh sakti hain..please.
    निशा: भावना, सुझाव के लिये धन्यवाद. मैं बहुत जल्दी ही इसे स्लाइड की जगह लिखने की कोशिश करतीं हूं

  12. 30 September, 2012 07:06:55 PM malti

    Nishaji I want know how make ghee in microwevev
    निशा: मालती, मैं माइक्रोवेव घी बनाने की कोशिश करूंगी.

  13. 01 November, 2012 09:29:10 PM ranjitsinhsinh ankush sawant

    marathi-to-english word

  14. 19 September, 2013 11:10:31 PM Neha sharma

    Iss recepie ka video please

  15. 19 May, 2015 12:06:44 AM kiran

    Nisha Ji slide chal nahi rahi hai pls help kijiye

  16. 14 November, 2015 12:33:06 AM sakshi agarwal

    Nisha ji yaha koi recepie hi nahi hai curry ki...likh dijiye na plsss...

  17. 08 December, 2016 02:58:17 AM Vishal

    नमस्कार
    निशाजी,आपकी ये रेसिपी ठीक से दिख नहीं रही. मैंने Chromium और Mozilla Firefox दोनों ही browser में ओपन किया लेकिन नहीं आ रही है. कृपया इस रेसिपी पेज को अपडेट करें. God bless you!Thanks & Regards.
    निशा: विशाल जी, बताने के लिये धन्यवाद. ये रेसिपी हमने चैक कर ली है पूरी तरह खुल रही है.

  18. 01 February, 2017 03:12:17 AM Kamla Goel

    recipe in cumpleet